Kabhi Ram Banke , Kabhi shyam Banke Lyrics

कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

तुम राम रूप में आना,
तुम राम रूप में आना |
सीता साथ लेके, धनुष हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना |
कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

 

 

तुम श्याम रूप में आना,
तुम श्याम रूप में आना |
राधा साथ लेके, मुरली हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना |
कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

तुम शिव के रूप में आना,
तुम शिव के रूप में आना |
गौरा साथ लेके, डमरू हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना |
कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

तुम विष्णु रूप में आना,
तुम विष्णु रूप में आना |
लक्ष्मी साथ लेके, चक्र हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना |
कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

तुम गणपति रूप में आना,
तुम गणपति रूप में आना |
रीधी साथ लेके, सीधी साथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना |
कभी राम बनके कभी श्याम बनके,
चले आना प्रभुजी चले आना ||

 
 
 

 

 

Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke lyrics in english 

 

Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke, 
Chale aana Prabhuji, chale aana.

 

Tum Ram roop mein aana,
Tum Ram roop mein aana, 
Sita saath leke, Dhanush haath leke, 
Chale aana Prabhuji, chale aana. 
Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke,
Chale aana Prabhuji, chale aana.

 

Tum Shyam roop mein aana,
Tum Shyam roop mein aana,
Radha saath leke, Murali haath leke,
Chale aana Prabhuji, chale aana.
Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke, 
Chale aana Prabhuji, chale aana.

 

Tum Shiv ke roop mein aana,
Tum Shiv ke roop mein aana,
Gaura saath leke, Damaru haath leke,
Chale aana Prabhuji, chale aana. 
Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke,
 Chale aana Prabhuji, chale aana.

 

Tum Vishnu roop mein aana,
Tum Vishnu roop mein aana, 
Lakshmi saath leke, Chakra haath leke, 
Chale aana Prabhuji, chale aana.
Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke,
Chale aana Prabhuji, chale aana.

 

Tum Ganpati roop mein aana,
Tum Ganpati roop mein aana,
Ridhi saath leke, Siddhi saath leke, 
Chale aana Prabhuji, chale aana. 
Kabhi Ram banke, kabhi Shyam banke,
Chale aana Prabhuji, chale aana

Leave a Comment