आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में जन्माष्टमी भजन लिरिक्स

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

जान गए सब हुआ यशोदा के ललना,
झूल रहा नन्द जी के अंगना में पलना,
ढम ढम ढोल बाजे गूंजे है गगन में,
ढम ढम ढोल बाजे गूंजे है गगन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

भोला भाला मुखड़ा है तीखी तीखी आँखे,
घुंगराले बाल काले मनमोहन आँखे,
जादू सा समाया कोई बांकी चितवन में,
जादू सा समाया कोई बांकी चितवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

देवता भी आए सारी देवियां भी आई है,
नन्द और यशोदा को दे रही बधाई है,
बात है जरूर कोई सांवरे ललन में,
बात है जरूर कोई सांवरे ललन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

सारे ब्रजवासी दौड़े दौड़े चले आ रहे,
झूमे नाचे गाये सारे खुशियां मना रहे,
‘बिन्नू’ खुशियों के फूल खिले कण कण में,
‘बिन्नू’ खुशियों के फूल खिले कण कण में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में ॥

Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein lyrics Badhaayi geet 

 

Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein,
Aisa na aanand chhaya kabhi tribhuvan mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.

 

Jaan gaye sab hua Yashoda ke lalna,
Jhool raha Nand ji ke angana mein palna,
 Dham dham dhol baaje goonje hai gagan mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.

 

Bhola bhala mukhda hai teekhi teekhi aankhe,
Ghungrale baal kaale manmohan aankhe,
Jaadu sa samaaya koi Baanke Chitwan mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.
 
 

 

Devata bhi aaye saari deviyaa bhi aayi hai,
Nand aur Yashoda ko de raahi badhaai hai, 
Baath hai zaroor koi saanware lalna mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.

 

Sare Brajwasi daude daude chale aa rahe,
Jhoome naache gaaye saare khushiyaan mana rahe,
 ‘Binnu’ khushiyon ke phool khile kan kan mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.

 

Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein,
Aisa na aanand chhaya kabhi tribhuvan mein, 
Aisa na aanand chhaya kabhi tribhuvan mein, 
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein.

Leave a Comment