तुम कहाँ गये गणराज तुम्हे ढूंढ रहा जग आज-शहनाज अख्तर

तुम कहाँ गये गणराज तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
तुम लौट के आओ ना गजानन
तुम लौट के आओ ना

 

हाथ जोड़ के तुम्हे मनाऊ मोतीचूर का भोग लगाऊ
तुम गौरा के हो बड़े लाडले माँ गौरा की कसम चढाऊ
मोरी सुन लो अरज महाराज तुम हो देवो के सरताज
तुम लौट के आओ ना गजानन
तुम लौट के आओ ना

 

रिद्धि सिद्धि के तुम हो दाता हरो हमारे कष्ट विधाता
हम अज्ञानी मुरख बड़े है पूजन अर्चन कुछ नही आता
गिरी हम दु:खो कि गाज भगतो की बचाओ लाज
तुम लौट के आओ ना गजानन
तुम लौट के आओ ना

 

तुम कहाँ गये गणराज तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
तुम लौट के आओ ना गजानन
तुम लौट के आओ ना

 

 
 

Tum kahaan gaye ganaaraaj, tumhe dhoondh raha jag aaj lyrics in english by Shahnaz Akhtar 

Credit-
Song : Laot Ke Aaao Gajanan – लौट के आओ गजानंद

Singer : Shahnaz Akhtar
Lyric : Sohan Paroha Salil

 

Tum kahaan gaye ganaaraaj, tumhe dhoondh raha jag aaj
Tum laut ke aao na, gajaanan,
 tum laut ke aao na
 
 
Haath jod ke tumhe manaao, motichoor ka bhog lagaao
Tum gauri ke ho bade laadle, Maa gauri ki kasam chadaao
Mori sun lo arz maharaaj, tum ho devo ke sartaaj
Tum laut ke aao na, gajaanan, 
tum laut ke aao na
 
 
 
Riddhi siddhi ke tum ho daata, haro hamaare kasht vidhaata
Hum agyaani murakh bade hain, poojan archan kuchh nahi aata
Giri hum dukhon ki gaaj, bhakton ki bachao laaj
Tum laut ke aao na, gajaanan, 
tum laut ke aao na
 
 
Tum kahaan gaye ganaaraaj, tumhe dhoondh raha jag aaj
Tum laut ke aao na, gajaanan, 
tum laut ke aao na

Leave a Comment